Agar shyam sundar ka sahara na hotaTo duniya me koi hamara na hota - 2
Mere shyam mere shyamMere shyam mere shyam - 2
Jab se mili hai daya hamko inakiTo rahe badal di meri jindagi kiNazare karam ka ishara na hota - 3To duniya me koi hamara na hota - 2Agar shyam sundar ka sahara na hota
Inhi ke sahare jiye ja rahe haiNaam ka amrit piye ja rahe hai - 2Mera bigada jeewan savara na hota - 3To duniya me koi hamara na hotaAgar shyam sundar ka sahara na hota
Mere shyam mere shyam - 2Mere shyam mere shyam - 2
Koi nahi tha duniya me apna - 2Kanahaiya se milna lagta hai sapna - 3Kanhaiya ne humko pukara na hota - 3To duniya me koi hamara na hota - 2Agar shyam sundar ka sahara na hota
Bhawar me thi naiyya diya hai kinaraInhi ki kripa se chale hai gujara - 2Kripa bhari dristi se nihara na hota - 3
Agar shyam sundar ka sahara na hota - 3To duniya me koi hamara na hota - 2Agar shyam sundar ka sahara na hota - 2