Kirpa karo anath par, tum ho deenanath...
Mujh balak ke sheesh par, rakho apna hath... 2
Paramhans teri yaad, o satguru akhiri dam tak
Har dum rahegi teri yaad, o satguru akhiri dam tak - 2
Karta rahunga tera dhyan, o satguru akhiri dam tak - 2
Akhiri dam tak, agle janam tak - 2
Agle janam nahi... janam janam tak.
Har dum rahegi teri yaad, o satguru akhiri dam tak - 2
Akhiri dam tak, agle janam tak - 2
Agle janam nahi... janam janam tak.
Karta rahunga tera dhyan, o satguru akhiri dam tak - 2
Apki yadein dil mein hmare, rehti hai.. 2
Vaani tumahari kevl kevl, sach ki raah dikhati hai - 2
Yaad rahegi subah sham, o satguru akhiri dam tak - 2
Akhiri dam tak.....
Desh videsh mein kr k ratan, tum ne soye huo ko jagaya hai - 2
Seh kr lakho kashat bhi tan par, hum ko raah chalaya hai - 2
Na kr pau mai beyan satguru akhiri dam tak - 2
Akhiri dam tak.....
Shri anandpur nagri tumhari, is nagri ko bnaya hai - 2
Is nagri k har balk ko, tune pyar se svara hai - 2
Doad doad aye sb darshn ko, aaisa jaadu chlaya hai ,
Khushiyo ka tu hai bhandaar, o satguru khushiya di bhar bhar - 2
khushiya di bhar bhar - 2
Akhiri dam tak - 2 janam janam tak.
Har dum rahegi teri yaad ....
Dasandas pe aasi rehmat, sada rakhna - 2
Tere vachan pe chlta jau, sewa mein apni sada rakhna - 2
Sar ye jhukau bahgwan, tere charno mein akhiri dam tak - 2
Akhiri dam tak.....
Aap ne hi to, premi mujhe bnaya hai - 2
Jag mein kaise rahu, ye bhi to sikhaya hai - 2
Nahi bhulu ga ehsaan, o satguru akhiri dam tak - 2
Karta rahunga tera dhyan, o satguru akhiri dam tak - 2
Akhiri dam tak.....
lb pe rahega tera naam, o satguru akhiri dam tak - 2
Lab pe rehega.. tera naam - 2, dil mein rahegi teri yaad - 2
Agle janam nahi... janam janam tak.
Har dum rahegi teri yaad, o satguru akhiri dam tak - 2
akhiri dam tak - 2 , akhiri dam tak - 2
Janam dam tak - 2
Bolo Jai Kara Bol Mere Shri Guru Maharaj Ki Jai
Satguru Dev Bhagwan ki Jai