Pyara sja hai tera dwaar bhwani...bada pyara sja hai tera dwaar bhawani...
bhagto ki lgi hai kataar bhawani..tere bhagto ki lgi hai ktaar bhawani..
Unche parwat bhawan nirala - 2Charno me Ganga ki dhaar bhawaniBada pyara saja hai tera dwar bhawani
Laal chunariya Laal-2 chooda - 2laal phulo k sohne haar bhawani..Bada pyara saja hai tera dwar bhawani
Jagmag Jagmag jyoti jagi hai - 2Aake sheesh navae sansaar bhawani..Bada pyara saja hai tera dwar bhawani