Teri chhaya me tere charno meMagan ho baithu tere bhakto me
Tere darbar mein maiya khushi milati haiTere darbar mein maiya khushi milati haiJindagi milti hai roto ko hasi milti haiTere darbar mein
Ek ajab si masti tan man pe chhati haiEk ajab si masti tan man pe chhati haiHar ek juba tere o maiya geet gati hai
Bajate sitaro se meethi pukaro seBajate sitaro se meethi pukaro seGooje jaha sara tere uche jai karo seMasti mein jhumein tera dar chumeTere charo taraf duniya ye ghume
Aisi masti bhi bhala kay kahi milti haiJindagi milti hai roto ko hasi milti haiTere darbar mein
O meri shero waali maa teri har baat achchhi haiHar dil ki puri hai mata meri achchhi haiShukh dukh batati hai apna banati haiMushkil mein ho bachche to maa hi kaam aati hai
Raksha karti hai bhakt apne kiBaat sachchi karti unke sapno kiSaari duniya ki daulat yahi milti haiJindagi milti hai roto ko hasi milti haiTere darbar mein
Rota hua aaye jo hasata hua jata hai - 2Man ki murado ko vo pata hua jata haiKismet ke maro ko rogi bimaro koKar de bhala changa apne dularo ko
Pap kat jaye charan chhune seMahkati hai duniya maa ke dune seFir to maa aisi kya kahin milti haiJindagi milti hai roto ko hansi milati haiTere darbar meinTere darbar mein maiya khushi milati haiTere darbar mein maiya khushi milati hai