Swarg nark hai is dharti pe, nahi gagan ke dekho paarAchchha karam to sukh deve hai, bura karam hai dukh ka saar (x2)
Jo dukh pata prabhu se kahta, kyu prabhu tum dukh dete hoHamne kiya nahi kuchh esa, phir kyu nahi sukh dete hoYaad nahi hai us pranee ko, janam janam ke paap ka bharAchchha karam to sukh deve hai, bura karam hai dukh ka saar
Swarg nark hai is dharti pe, nahi gagan ke dekho paarAchchha karam to sukh deve hai, bura karam hai dukh ka saar
Ek fakir jo nanga sove, tan dakne ko nahi basanDukh sah ke mann nirmal hoga, karle karle peer sahanDand bhog ke paap katega, karagar bana sansaarAchchha karam to sukh deve hai, bura karam hai dukh ka saar
Swarg nark hai is dharti pe, nahi gagan ke dekho paarAchchha karam to sukh deve hai, bura karam hai dukh ka saar
Sukh dukh dono ek samana, dono prabhu ka hai vardanAndhakar to din bhi sang mein, yahi prabhu ka parichay gyanPrabhu ka sumiran narayan kar, dukh ka jo karta sanhaarAchchha karam to sukh deve hai, bura karam hai dukh ka saar
Swarg nark hai is dharti pe, nahi gagan ke dekho paarAchchha karam to sukh deve hai, bura karam hai dukh ka saarBura karam hai dukh ka saar, bura karam hai dukh ka saar