Nadi kinare khada hai pagle, phir bhi tu hai pyasaaHari ka naam to paas hai bande, phir kyun chhode aasha
Is jag ki nadiya mein dekho, prabhu ka jal hai pyaraChhal chhal kal kal nirmal hai jal, prabhu sumiran ki dharaJeevan ki gati aiso hai, jas jal mein pade batashaHari kaa naam to paas hai bande, phir kyu chhode aasha
Nadi kinare khada hai pagle, phir bhi tu hai pyasaaHari ka naam to paas hai bande, phir kyun chhode aasha
Bahti nadiya ki dhara mein, jee bharkar jal bhar pee leJanam janam ki pyas bujhe hai, is jeevan ko jee leMrag trishna ki bhatak mite, aur mann ki mite bipasa
Hari kaa naam to paas hai bande, phir kyu chhode aashaNadi kinare khada hai pagle, phir bhi tu hai pyasaaHari ka naam to paas hai bande, phir kyun chhode aasha
Jal darpan tu dekh le mukh ko, prabhu jal hi tann dhotaNirmal tan mann ho javye re, roj laga le gotaShyam das hari jal ka pyasa, jeevan tola maasa
Hari kaa naam to paas hai bande, phir kyu chhode aashaNadi kinare khada hai pagle, phir bhi tu hai pyasaaHari ka naam to paas hai bande, phir kyun chhode aasha