Jaise suraj ki garmi se jalte hue tan koMil jaaye taruvar ki chhaayaSuraj ki garmi se jalte hue tan koMil jaaye taruvar ki chhaaya
Aisa hi sukh mere mann ko mila haiMain jab se sharan teri aaya, mere ram
Suraj ki garmi se jalte hue tan koMil jaaye taruvar ki chhaaya
(bhatka hua mera mann tha koiMil na raha tha sahaara) - 2
Laheron se ladti hui naav ko - 2Jaise mil na raha ho kinaaraMil na raha ho kinaara
Us ladkhadaati hui naav ko joKisi ne kinaara dikhaayaAisa hi sukh mere mann ko mila haiMain jab se sharan teri aaya, mere ram
Suraj ki garmi se jalte hue tan koMil jaaye taruvar ki chhaayaSheetal bani aag chandan ke jaisiRaaghav krupa ho jo teri - 2
(ujiyaali poonam ki ho jaaye raateinJo thi amaavas andheri) - 2Jo thi amaavas andheriYug yug se pyaasi marubhumi ne jaiseSaawan ka sandes paaya
Aisa hi sukh mere mann ko mila haiMain jab se sharan teri aaya, mere ramSuraj ki garmi se jalte hue tan koMil jaaye taruvar ki chhaaya
(jis raah ki manzil tera milan hoUs par kadam main badhaaoon) - 2(phoolon mein khaaron mein patjhad bahaaron meinMain na kabhi dagmagaaoon) - 2Main na kabhi dagmagaaoon
(paani ke pyaase ko taqdeer ne jaiseJee bhar ke amrit pilaaya) - 2Aisa hi sukh mere mann ko mila haiMain jab se sharan teri aaya, mere ram
Suraj ki garmi se jalte hue tan koMil jaaye taruvar ki chhaayaAisa hi sukh mere mann ko mila haiMain jab se sharan teri aaya, mere ram
Suraj ki garmi se jalte hue tan koMil jaaye taruvar ki chhaaya