aye maalik tere bande humaysein hon hamaare karamnaykee par chalein aur badhee se taleintaaki hastein huye nikale dumaye maalik tere bande hum
badaa kamzor hai aadmiabhi laakhon hain isme kameenpar tu joh khadaa hai dayalu badaateri kirpaa se dharti thameediya toone hamein jab janamtuhee jhelega hum sab ke gumnaykee par chalein aur badhee se taleintaaki hastein huye nikale dumaye maalik tere bande hum
ye andhera ghanaa cha rahatera insaan ghabara rahaho raha bekhabar kuch na aata nazarsukh ka sooraj chupaa ja rahahai teri raushani mein joh dumtu amaavas ko kar de poonamnaykee par chalein aur badhee se taleintaaki hastein huye nikale dumaye maalik tere bande hum
jab zulmon ka ho saamanaatab tuhee hamein thamanaawoh burayee karein hum bhalayee bhareinnahi badle ki ho kamanaabadh uthe pyaar ka har kadamaur mitein baeyr ka ye bharamnaykee par chalein aur badhee se taleintaaki hastein huye nikale dumaye maalik tere bande hum